Sab kuch chhin jaye to insaan kya kare? Maal bhi, aulad bhi, sehat bhi...
Ye kahani hai Hazrat Ayyub (Alayhis Salam) ke sabr ki — jo Qur'an ne khud bayan ki hai: Surah Al-Anbiya (21:83-84) aur Surah Sad (38:41-44) mein. Barson ke imtihan ke baad woh dua jo har pareshan dil ke liye raasta hai: 'Rabbi anni massaniya-d-durru, wa Anta Arhamur-Rahimin.'
Aap ke sabr ki kahani kya hai? Comments mein zaroor batayein.
Video pasand aaye to STORIX with FAYS ko YouTube par subscribe karein aur apni raaye comments mein zaroor dein. Mazeed videos ke liye Videos page dekhein.
