Bahawalpur 1947 mein sab se pehle Pakistan mein shamil hua — sooba bana, phir 1955 mein darja khatam ho gaya. Ab 70 saal baad phir wahi sawal: kya Bahawalpur dobara sooba banega?
Dawn ki khabar, Zardari–Shehbaz mulaqaat, Mohsin Naqvi ka referendum khayal, Meridian survey ke 77% — aur sadarati tarjuman ki tardid bhi. Poori kahani, dono rukh ke saath.
Aap ki raaye? Bahawalpur sooba banna chahiye ya nahi — comments mein batayein.
Video pasand aaye to STORIX with FAYS ko YouTube par subscribe karein aur apni raaye comments mein zaroor dein. Mazeed videos ke liye Videos page dekhein.
